Woh Shakhs Mujhay Piyara Hay Usay Kehna

Woh shakhs mujhay piyara hay usay kehna

Meray jeenay ka sahara hay usay kehna

loog bohat se piyaray hain mujhko

magar woh sub se piyara hay usay kehna

Mohabbatain, shikayetain, adawatain uski

Mujhay sub gawara hay usay kehna

Chahne walay aur bhi hain lekin

Mujhay sirf intizaar tumhara hay usay kehna

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *