Hata Diya Hay Tera Aks Maslihat Ke Tehat
Hata diya hay tera aks maslihat ke tehat
Ye kub kaha ke nazar se gira diya tujhay
Main teray zikar pe anjaan ban rahi hoon magar
Ye na samajhna ke main ne bhula diya hay tujhay