Ye Rang Chehray Ke, Aur Khuwaab Apni Aankhon Ke
Ye rang chehray ke, aur khuwaab apni aankhon ke
Hawa chalay koi aisi, bikhar na jain kahin
Jhalak raha hay jin aankhon se ab wajood mera
Ye aankhain, haye ye aankhain, mukar na jain kahin!!!
