Usay Kehna… Jahan Hum Ne Bichartay

Usay kehna…

Jahan hum ne bichartay

Waqt likha tha…

Koi rut ho, koi

Mausam…

Mohabbat mer nahi sakti…

Wahan per likh giya koi…

Taluq khuwah kaisa ho, bilaakhir

Toot jata hay!

Tabbiyat bhar hi jati

hay…

Koi manay na manay, per

Mohabbat mer hi jati hay!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *