Un Ki Aankhoon Main Nazar Aata Hay
Un ki aankhoon main nazar aata hay sara jahan mujhko Afsoos ke un ki aankhon main kabhi khud ko nahi...
Un ki aankhoon main nazar aata hay sara jahan mujhko Afsoos ke un ki aankhon main kabhi khud ko nahi...
Ab tujh pe apne qemti alfaz nahi ware gey Ab tujhy acha hoon haan keh ke mare gey
Ab ki baar ilteja nahi ho gi tum say Chaho to taher jana chaho to chaley jana
Chot lagi to be ikhteyar khiyal aaya Kahan gaye mera sadqa utarne wale
Barri mushkil se paya hai tumhe ab kho nahi sakti Tumhari thi tumhari hoon kisi ki ho nahi sakti
Mana ke hum jesy hazaron hongy mager Un hazaron main bus hum na hongy
Yadain kyoun nahi bicherr jateen Log to pell main bicherr jate hain
Agar apni qismat likhne ka zara ikhtiyar ho mujhe Tu apne naam ke saath tujhay her baar likhon
Narazgi main kuch nahi rakha mohabbat se jeena sekho Yeh jo dunya hai na mera thikana hai na hi tera...
Baray shauq se mar jaoun ga mager shart ye hai Tum samne baith ker sanso ka tot taa tasalsul dekho