Daikha Eid Ka Chaand Tu Maangi Ye Dua Rab Se
Daikha eid ka chaand tu maangi ye dua rab se De, de tera saath eid ka tohfa samajh ke
Daikha eid ka chaand tu maangi ye dua rab se De, de tera saath eid ka tohfa samajh ke
Masroof hay khalaq eid ki tayyariyon main, aur main Mehv-e-fikar hoon ke sub se hans ker milna hoga….
Chand daikha tu yaad ayee teri soorat Haath uthtay hain magar hurf-e-dua yaad nahi
Main muntazir hoon, teri deed ka Tu nazar aye chand ban ke eid ka
Ae chand Jub wo teri taraf daikhain Tu unhain kuch yaad dilana Madhur se kuch geet sunana Aur kehna—–!...
Her kisi ke liyay kahan hoti hain eid ki khoshiyan Khoshiyan lata hay kahan sub ke liyay eid ka chand
Tumharay chand se chehre ki agar deed ho jay Qasam hay apni aankhon ki eid ho jay
Her shakhs apne chand se tha mehw-e-guftagu Main chand dhoondta raha aur eid ho gye
Daikho daikho chand hay nikla Daikho ye kis shan se nikla Taroon ki baraat se nikla Sub ko ye pegham...
Ghareeb Maan Bary Pyar Se Apne Bachon Ko Yoon Manati Hai Phir Bana Lenge Kapray Ye Eid To Har Saal...