Eid Tu Un Ki Howi Jin Ko Deedar
Eid tu un ki howi jin ko deedar-e-yaar naseeb howa Apni tu Eid bhi guzr gaye rah daikhte daikhte
Eid tu un ki howi jin ko deedar-e-yaar naseeb howa Apni tu Eid bhi guzr gaye rah daikhte daikhte
Eid ke khiyal ne khush tu kerdiya hay lakin Ab bhi sooch ker tumhain dil bauhat udaas hay
Ye Eid tu phir se laut ayee Jo bichard gye, kub lotain gay?
Chalo acha howa ab ke bhi Eid tanha guzre Galay mil ke bohat rootay agar jo tum aa jatey
Apna tu kisi toor sy kut jaey ga ye din Tum jis se milo aaj usay Eid Mubarik
Dastoor hay dunya ka magar ye to batao Hus kis se milain kis ko kahain? ...
Tujh ko meri na mujhay teri khabr jaey gi Eid ab ky bhi dabe paoon guzr jaey gi
Loog takte hi rahay aasmaanon main Hum ne zulfoon main chand daikha hay
Kitni mushkil se falak per nazar aata hay Eid ke chand ne bhi andaaz tumharay seekhay
Chand eid ka dilkash hay maanta hoon Husn-e-janan se magar haar jay ga