Hum To Roothay Thay Ke Woh Khud Mana Laingay
Hum to roothay thay ke woh khud mana laingay apna samajh ker Hum ko kiya khabar thi ke unko bahana...
Hum to roothay thay ke woh khud mana laingay apna samajh ker Hum ko kiya khabar thi ke unko bahana...
Phir kiyon nahi samjhi usne meri takleef Woh tu jaanta tha ki main uske bagair ro pardti hoon
Itna bhi kiya kisi ki mohabbat main gharaq hona Bus theek hay koi tha! magar ab nahi raha
Teri Majboori ko samajhti hon laikin Murda bana rahi hay meray wojood ko judai teri
Kaisay be faiz si reh jati hay dil ki basti Kaisay chup chap chalay jatay hain janay walay
Main tujhay ta-umar yaad aoon Bhoolne waley teri saza ho ye!
Mohabbat majboor ker deti hay warna main ne Bohat bar kiya hay aakhri baar raabta us se!
Rook ker baithay hain zindagi ko hum Tum aao tu jeena shuru keraingay!
Neend ayay gi tu is qadar soen gay Humain jaganay ky liyay loog roen gay!
Tanha woh shakhs faqat itna keh ker Suna hay mohabbat bardhti hay bichard janay se