Is tarah yaad aa ker be chain na kiya kero
Is tarah yaad aa ker be chain na kiya kero Aik ye hi saza kafi hay ke pass nahi ho...
Is tarah yaad aa ker be chain na kiya kero Aik ye hi saza kafi hay ke pass nahi ho...
Aik tujh se taluq khatam hone ke baad Maine chun chun ke taluq khatam kiye
Khud ko hum tujh say kai baar alag kertay hain Saans rukti hay to ghabra ke palat aatay hain
Is se humara no phir kabhi rabta hoga Gr hoga to beech zameen-o-aasman ka faasla hoga
Nazar kha gyee hum dono ki mohabbat ko Roz baat kernay walay ab khamoosh rehtay hain
Nazar chura ke kaha bus yehi muqaddar tha Bicharne walay ne mulba Khuda per daal diya
Kaash ke woh laut aye mujh se ye kehnay Tum koon hotay ho mujh se bichar ne walay?
Nahi choor sakte hum doosron ke haath main tum ko Laut aao ke hum abhi tuk tumharay hain
Itni shiddat se tu barsaat bhi kum kum bersay Jis tarah aankh teri yaad main chum chum bersay
Hum ne daikhi hain woh majbooriyan Jin ke qissay suna ker loog choor jatay hain