Naraz Tum Naraz Hum
Naraz tum naraz hum kaisay mitain phir ye duriya Hum muntazir tum bay khaber dono ki hain majboriyan
Naraz tum naraz hum kaisay mitain phir ye duriya Hum muntazir tum bay khaber dono ki hain majboriyan
Milte hain is ada se keh goya khafa nahi Kya aap ki nigah se ham ashna nahi
Tanzia lehja.. Munafiq dil.. Jhootay wadey.. Lafzoon ke jaal..aur Diloon se khelney ka fun!! Ae ibn-e-Adam! Kiya tu waqai ashruf-ul-mukhlooqat...
Yoon Tera Paas Se Guzar Jana Umer Ki Be-Rukhi Ka Hasil Hai…
Abhi Wisaal K Zakhmon Se Khoon Rasta Hai Abhi Khafa Hai Mohabbat Ka Dewta Mujh Se…
Hum Bhi Kya Log Hain Nafrat K Shajar Bo Bo Kar Aasmano Se Mohabbat Ki Jhari Mangte Hain…
Tumhare Samny Tum Se Nazar Chura Kar Hum Zara Sa Door Se Palty To Gumaan Kesa Tumhe Yaqeen To Thehra...
Kuch To Hai Bat Jo Ati Hai Qaza Ruk Ruk K Zindagi Qarz Hai Jo Qiston Me Adaa Hoti Hai…
Tum Ne Dekha Mehez Khamosh Mujhe Bahar Se Mere Andar Ki Sub Cheekhen Tera Dil Phar Sakti Hain…
Khatam Apna Wajood Kar Jaun Jee Me Ata Hai Aj Mar Jaun…