Us Ki Dard Bhari Aankhoon Ne Jis Jaga Kaha
Us ki dard bhari aankhoon ne jis jaga kaha tha alwida Aaj bhi waheen khara hay dil uske aane ke...
Us ki dard bhari aankhoon ne jis jaga kaha tha alwida Aaj bhi waheen khara hay dil uske aane ke...
Teri yadoon ke khamoosh mehal main Dil tu lag jata hay per aankh nahi lagti
Kerta tu hay woh yaad mujhe chahat se mager Hota hay ye kamaal bari muddaton ke baad
Hichkiyan laitay howe dil ki ragain toot gyeen Teri yadoon ne ajeeb quhar macha rakha hay
Kisi ke baad jo guzri kisi ki hasrat main Woh ik saza-e-maut thi, mohabbat tu na thi
Bus jeenay ke laaiq nahi choray gi Aur kiya ker sakay gi mera yaad teri
Us ki yaad aye hay dharkanon zara ahista chalo Dil ki dhuk dhuk se tasawwur main khalul perta hay
Kaha tha mere humdum nay, milain gay December main Laut aao ke meri tarah December bhi thora reh giya hay
Chandni raat, dhalti shaam, patjhar aur December Sabhi ik qiyamat hain, intizaar ke maron per