Yaad Rahay Ga Ye Door-e-hayat Hum Ko
Yaad rahay ga ye door-e-hayat hum ko Ke tersay thay zindagi main ik shakhs ke liyay
Yaad rahay ga ye door-e-hayat hum ko Ke tersay thay zindagi main ik shakhs ke liyay
Haal ye hay ke teri yaad main gum hoon aisay Sub ko meri mujh ko teri peri rehti hay
Itni shiddat se tu barsaat bhi kum kum bersay Jis tarah aankh teri yaad main chum chum bersay
Shayed mujh main hi koi kami thi Jo hum unhain yaad na asakay Aur un main koi baat thi jo...
Chahon tu bhi na mita paoonga tera naam dil se Mitae woh lafz jatay hain jo ghalti se likhay hoon
Utra nahi hay dil se qoh koshish ke bawajood Aik shakhs meri zaat per bhari hay is qadar
Rakhlo dil main sanbhaal ker thori si yaad meri Reh jao gay jub tanha to kaam ayen gay hum
Maanta he nahi dil tumhain bhoolne ko Hum haath joortay hain woh paon per jata hay
Woh jis ki yaad main hum pal pal jee rahay hain Humain woh soochta bhi ho ye zaroori tu nahi