Badal Diya Hay Mujhay Meray Chahnay Waloon Ne Hi
Badal diya hay mujhay meray chahnay waloon ne hi Warna mujh jaisay shakhs main itni khamooshi kahan thi
Badal diya hay mujhay meray chahnay waloon ne hi Warna mujh jaisay shakhs main itni khamooshi kahan thi
Tum mat kholna meri maazi ki kitaabon ko Jo thi woh rahi nahi jo hoon kisi ko pata nahi
Bohat sooch ker soocha hay kinarah ker liya jay Faqaq teri yadoon per guzara ker liya jay Aik woh bhi...
Phir se aik baar dil ko toord meray Tujh pe kuch aetibaar baqi hay
Sooji aankhain, nangay paon, baal bikhray hain Aa daikh! teray ishq main hum kaisay nikhray hain
Phir yoon howa ke hasratain peroon main gir pardeen Phir main nay in ko roond ke qissa khatam ker diya
Mansoob teri zaat se ranaiyaan tamam Teray bina hayaat main koi dilkashi nahi
Tujh ko chahoon andaaz badal badal ke Meri zindagi ka akloota ishq ho tum
Saza koi bhi do magar hamaisha saath raho Tumharay bina jeenay ki aadat nahi mujhay
Main to samjha tha as ko kaafi tha main Ab ja ker raaz khula ke izaafi tha main