Tujhay Perdhnay Ki Fursat Hi Na Mili Saaqi
Tujhay perdhnay ki fursat hi na mili Saaqi Hum teray shahar main bikte rahay kitaabon ki tarah
Tujhay perdhnay ki fursat hi na mili Saaqi Hum teray shahar main bikte rahay kitaabon ki tarah
Bakht ke takht se yak lakht utaara howa shakhs Tonay daikha hay kabhi jeet ke haara howa shakhs
Main tumhain bataoongi Nazar andaaz kerna kisi kehtay hain Masroof hona kiya hota hay Bezaar kaisay hotay hain Abhi tum...
Ziddi hoon palat aata hoon phir teri gali main Pathar to mujhay pehlay bhi soo baar lagay hain
Laug mujh main mohabbat talaash kertay hain Main teray baad kisi ka raha hi nahi
Adam se kis liyay laya gaya hoon Jo sach poocho to behkaya gaya hoon Mera hona! na honay ke barabar...
Kahin mila kisi din to mana hi lain gay usay Woh zod-e-ranj hi sahi magar phir bhi yaar apna hay
Aur phir khoobsoorat honay se kuch nahi hota Baat to saari naseebon ki hoti hay.
December hoosh ker pagal ye thujhko howa kiya aakhir Bina bersay chalay anaa teri aadat na thi pehlay
Zulm kerti hain teri yaadain mujh per qasam se So jaon to jaga daiti hain jaag jaoon to rula daiti...