Oct 12, 2018

Alwida Ae Gham-e-yaar

Alwida Ae Gham-e-yaar

Alwida ae gham-e-yaar teri jaan chord di hum ne
Likh ker aaj khud ko be wafa qalam tor di hum ne


Narazgi Main Kuch Nahi Rakha

Narazgi Main Kuch Nahi Rakha

Narazgi main kuch nahi rakha mohabbat se jeena sekho
Yeh jo dunya hai na mera thikana hai na hi tera ghar


Dil Main Rah Ker Dil Dukahte Ho

Dil Main Rah Ker Dil Dukahte Ho

Dil main rah ker dil dukahte ho
Apna muqaam dekho aur apne kaam dekho


Jub Bikhre Ga Tere Rukhsar Pe

Jub Bikhre Ga Tere Rukhsar Pe

Jub bikhre ga tere rukhsar pe teri aankh ka pani
Tujhe ahsaas tab ho ga mohabbat kis ko kahte hain

Oct 11, 2018

Raakh Ke Dhair Pe Ab Raat Basar Kerni Hay

Raakh Ke Dhair Pe Ab Raat Basar Kerni Hay

Raakh ke dhair pe ab raat basar kerni hay
Jal chuke hain meray kheeme meray khwaboon ki tarah

Jo Kabhi Ho Teray Dil Main Sawal Ke

Jo kabhi ho teray dil main sawal ke

Jo kabhi ho teray dil main sawal ke kitni hay mujhay zaroorat teri
Tu zara apni saans rook ker saanson ki talab mehsoos ker laina

Ye Koi Aur Taluq He Hoga

Ye Koi Aur Taluq He Hoga

Ye koi aur taluq he hoga
Thi mohabbat tu mer gyee kaise

Rooz Toheen Na Ker, Tarak Taulq Krlay

Rooz Toheen Na Ker, Tarak Taulq Krlay

Rooz toheen na ker, tarak taulq krlay...
Warna ik rooz tera mera tamasha hoga...

Oct 10, 2018

Tum Se Bohaut Kuch Kahna Hai Mager

Tum Se Bohaut Kuch Kahna Hai Mager

Tum se bohaut kuch kahna hai mager
Kabhi tum nahi milte kabhi alfaz nahi milte
Ek nai dunya basana chahte hai mager
Kabhi nened nahi ati kabhi khwab nahi milte
yeh duria to mitadon main ek peal main mager
Kabhi qadam nahi chalte to kabhi raste nahi milte


Gilay Kagaz Ki Tarha Tahri Zindagi Apni

Gilay Kagaz Ki Tarha Tahri Zindagi Apni

Gilay kagaz ki tarha tahri zindagi apni
Koi likhta bhi nahi koi jalata bhi nahi