Apr 17, 2018

Meri Ghaflataun Ki Bhi Had Nahi

Meri ghaflataun ki bhi had nahi
Teri rahmataun ki bhi had nahi
Na meri khata ka  shumar hai 
Na teri ata ka shumar hai

Meri Ghaflatau Ki Bhi Had Nahi

Na Murawat, Na Mohabbat

Na murawat, na mohabbat, na khuloos hai mohsin
Main to sharminda hoon is daur ka insaan ho kr

Na Murawat, Na Mohabbat


Main Qabil-E-Nafrat Hoon

Main qabil-e-nafrat hoon to chord dey mujh ko
Tu mujh say yun dikhaway ki mohbbat na kiya kr

Main Qabil-E-Nafrat Hoon

Apr 16, 2018

Mera Zarf Samjho Ya Meri Zaat Ka Perda

Mera zarf samjho ya meri zaat ka perda
Jub se tota hoon khamoosh rehta hoon

Mera Zarf Samjho Ya Meri Zaat Ka Perda

Usay Tarasha Ke Heera Bana Diya Hum Ney Faraz

Usay tarasha ke heera bana diya hum ney faraz
Magar ab soochtey hain usey khereedain kesay

Usay Tarasha Ke Heera Bana Diya

Jurdtay Howey Dekha Nahi Tootay Howay Dil Ko

Jurdtay howey dekha nahi tootay howay dil ko
Gir jaen jo aanso tu uthaey nahi jatey

Jurdtay Howey Dekha Nahi

Apr 15, 2018

Dua Tu Dil Se Mangi Jati Hey, Zuban Se Nahi

Dua tu dil se mangi jati hey, zuban se nahi
Ae Iqbal
Qabool tu us ki bhi hoti hey, jis ki zuban nahi hoti

Dua Tu Dil Se Mangi Jati Hey

Ik Shakhs Ney Yekja Kiya Or Aag Laga Di

Patton ki tarah mujh ko bikhairta tha zamana
Ik shakhs ney yekja kiya or aag laga di

Ik Shakhs Ney Yekja Kiya

Ab Tu Awaz Bhi Do Ge Tu Nahin Aaen Ge

Ab tu awaz bhi do ge tu nahin aaen ge
Totney walay qiyamat ki anaa rakhtey hein

Ab Tu Awaz Bhi Do Ge Tu Nahin Aaen Ge

Kiya Tu Waqai Ashruf-Ul-Mukhlooqat Hey

Tanzia lehja..
Munafiq dil..
Jhootay wadey..
Lafzoon ke jaal..aur
Diloon se khelney ka fun!!
Ae ibn-e-Adam!
Kiya tu waqai ashruf-ul-mukhlooqat hey

Kiya Tu Waqai Ashruf-Ul-Mukhlooqat Hey