Duaa Kisi Ko Dilaati Hay Takht-O-Taaj Magar
Duaa kisi ko dilaati hay takht-o-taaj magar Kisi ki aah bhi hukoomat cheen layti hay
Duaa kisi ko dilaati hay takht-o-taaj magar Kisi ki aah bhi hukoomat cheen layti hay
Rooz jholi main naye dard ulat daita hay Waqt se daikha nahi jata mera daaman khali!
Alwida ae doobte sooraj kiya fasurda kiran Ae december ki thitharti aakhri shaam alwida
Khuda likhne pe ayee to likh bhi sakta hay Meri hayaat main ta hayaat tujhko
Koi to ho jo ghabraie meri khamooshi se Kisi ko to samajh aye meray lehjay ka dukh
Aisa haqeeqaton se tasadum howa ke phir Main to bach gye magar meray khuwaab mur gye!
Kandha nahi hay mayassar koi ab mujhay Rona aye to deewar se lag jata hoon
Main ne talluq toordnay main pehal kerdi Woh chahta tha magar hoosla na tha usmain
Hasratain kuch aur hain waqt ki altija kuch aur hay Koon ji saka hay zindagi apni marzi se Dil chahta...
Hum se mara to nahi giya laikin Haalat zindon jaisi bhi nahi rahi