Jo hote hain faqat chahe jane | Urdu Poetry

jO hOty hain faqat chahe jane k qabil,

wO lOg nhi hOty bhUlaye jane k qabil,

tera khalOs aapni jaga meri majbOri smjh,

kUch dUkh nhi hOty btaye jane k qabIl,

ay sagar ki lehrO zara deyaan se paltna,

kUch ghrOnde nhi hOty mitaye jane k qabil,

jnmbish-A-lu b zruri nhi ankhEn keh deti hain,

kUch jazbaat nhi hOty chUpaye jane k qabil!!~~ <3<3

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *