Na Perdha Kero Itne Ghaur Se Meri Tehreeron Ko
Na perdha kero itne ghaur se meri tehreeron ko Kuch yaad reh giya tu mujhay bhool nahi pao gay!
Na perdha kero itne ghaur se meri tehreeron ko Kuch yaad reh giya tu mujhay bhool nahi pao gay!
Aap rangat hain meray chehre ki Aap jitna mayyassar hongay main itna nikharti jaongi!
Acha lagta hay tera naam meray naam ke saath Jaisay koi subah jurdi ho kisi shaam ke saath
Rishta banaya hay tu nibhain gay bhi Rooz lardain gay bhi aur manain gay bhi!
Mujhay kaha giya tha mehnat kerna Afsoos! main ne nukta gira ker mohabbat kerli
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye.. Husn Ka Inteqaal Ho Jaye.. Is Tarah Se Na Dekh Tu Mujh Ko.. Mera Jeena...
Ghazab ki farmaish hai es dil na farman ki Tum hote hum hote aur hatoun main hath hote
Itney qareeb aa ke sansey mashwara ker lain Tum sun rahe ho na mujhy tum se mohabbat hai
Mein chahoon bhi to woh alfaaz nah likh paon Jis mein bayan ho jaye ke kitni mohabbat hai tum se
Mehsoos ho rahi hay faza main uski khushbo Lagta hay meri yaad main wo saans le raha hay