Main Tumharay Lams Ko Lafzoon Main Kis Tarah Laon
Main tumharay lams ko lafzoon main kis tarah laon Tum mujhko chootay nahi, jaan nikaal daytay ho!
Main tumharay lams ko lafzoon main kis tarah laon Tum mujhko chootay nahi, jaan nikaal daytay ho!
Na perdha kero itne ghaur se meri tehreeron ko Kuch yaad reh giya tu mujhay bhool nahi pao gay!
Aap rangat hain meray chehre ki Aap jitna mayyassar hongay main itna nikharti jaongi!
Acha lagta hay tera naam meray naam ke saath Jaisay koi subah jurdi ho kisi shaam ke saath
Laakh tu kapre badal, jotay pehn, baal bana Ishq ka roog hay aankhon se nazar ata hay
Ghazab ki farmaish hai es dil na farman ki Tum hote hum hote aur hatoun main hath hote
Barish howi to teri khushbuon ke qafle Aise uray ke shear gulabon se bher geya
Itney qareeb aa ke sansey mashwara ker lain Tum sun rahe ho na mujhy tum se mohabbat hai
Meri mubabt ma halat b barsat ki tara hai jesay Asmano ke ronay ko log barsat samjh latay hain Submitted...
Mujh se kiya gila tumko itney badguman kiyon ho tum Mainey tum ko chaha hey tum se to kuch nahi...