Yaad Ayee Woh Pehli Barish
Yaad ayee woh pehli barish Jub tujhay aik nazar daikha tha
Yaad ayee woh pehli barish Jub tujhay aik nazar daikha tha
Kisi ke hasrate mar gai hongi Bareshey be waja nahi hoten
Yeh barish ka mousam yeh thanda saman Yeh bhi koi waqt hai hum se duor rehne ka
Udas rehta hai muhlley main barish ka pani aaj kul Suna hai kaghaz ki kashti bnane waly ab barey ho...
Barish howi to teri khushbuon ke qafle Aise uray ke shear gulabon se bher geya
Is barish se keh do mere angan main na barse Usay dekh ker koi shiddat se yad ata hai
Tum jo hote to baat aur thi Ab ki barish to sirf pani hai
Tumhari yad ki barsat jub barasti hai Main toot jata hoon kachay se jhopray ki tarha
Tum ponchti thi na kitna piyar hai tum se Low ab gin low bondey barish ki
Rehne do ab ke tum bhi mujhy parth na sakon ge Barsat main kagaz ke tarha bhig geya hoon main