Main To Samjha Tha As Ko Kaafi Tha Main
Main to samjha tha as ko kaafi tha main Ab ja ker raaz khula ke izaafi tha main
Main to samjha tha as ko kaafi tha main Ab ja ker raaz khula ke izaafi tha main
Aik sitam ye ke tum pass nahi ho Aur doosra sitam ye hay ke tum bohat yaad atay ho
Meray aziz kabhi khush nahi howay mujh se Tumhain bhi meri mohabbat se masla rahay ga!
Uljha ke rakh diya hay isi kashmakash ne mujhko Woh aa basa hay mujh main ya main usmain kho giya...
Thukraya hum ne bhi hay bohat ko teri khaatir Tujh se faasla bhi shayed un ki bad duaoon ka asar...
Dil ki hasrat zuban pe aanay lagi To nay daikha aur zindagi muskuranay lagi Ye ishq ki intiha thi ya...
Tum ne apni aadat laga ker choord diya akaila mujhay aur Main teri aadat ka qaidi raat bhar soo nahi...
Ab us ne waqt nikala hay haal sunnay ko Biyaan kernay ko jub koi daastaan bhi nahi.
Tu mujhay khuwab main milta hay yahi kaafi hay Main tujhay saamnay daikhon ga to mar jaon ga
Nadaan hon, na samajh hon, be kaar hi samjho Dil roota hay hoont hanstay hain, funkaar hi samjho!!!