Hum Ne Usko Likha Tha, Kuch Milne Ki Tadbeer Kero
Hum ne usko likha tha, kuch milne ki tadbeer kero Usne likh ker bhaija hay, waqt mila to soochain gay!
Hum ne usko likha tha, kuch milne ki tadbeer kero Usne likh ker bhaija hay, waqt mila to soochain gay!
Ab woh ehsaas nahi ke kuch likh paon Ke itni be dardi se toordi hain kisi ne umeedain
Dil laga ke thukrae howe loog hain hum Afsoos keejiye, kinara keejiye, sabaq leejiye
Ik samundar hay jo meray qabo main hay Aur ik qatra hay jo mujhse sanbhala nahi jata Ik umar hay...
Palkoon ki had ko toord ke daamun pe aa gira Ik ashk meray sabar ki toheen ker giya….!
Aadat usay bhi hogye hay roonay ki be sabab Mera sa hogiya hay meray gham-khuwaar ka mizaaj
Ujrday howay ghar ka woh darwaaza hoon Deemak ke tarah kha gye jisay dastak ki tammanna
Aein mumkin hay ke izhar pe woh chord hi jay! Hum ne khamoosh mohabbat ko hi ghaneemat jana!
Kabhi awaaz dainay ka takalluf tum hi ker dalo Hamain ana to hay wapis zara sa maan reh jaye
Khuda tumhain bhi berbaad keray ga daikh laina tum ne mera Sukoon cheena hay meri khushiyon ke qatil ho tum