Pyaas Aisi Ke Pe Jaon Samandar Sare
Pyaas aisi ke pe jaon samandar sare Naseeb aisa ke mayassar zehar bhi nahi
Pyaas aisi ke pe jaon samandar sare Naseeb aisa ke mayassar zehar bhi nahi
Aj Khud Ka Zameer He Sawal Kar Betha Kaha Hai Wo Mohabbat Jis Pe Naaz Tha…
Is Shehar-E-Bakamal Me Ek Hum Ko Ch’hor Kar Har Shakhs Be-Misaal Hai Har Shakhs La-Jawab…
Nahi Ishq Ka Dard Lazzat Se Khali Jisy Zok Hai Wo Maza Janta Hai…
Aj Sawan Meri Ankhon Me Utar Aya Hai Faraz Aj Lagta Hai Bari Zor Ki Barish Hogi…
Yad Kar k Mujhe Namm Ho Gayi Hongi Palkein Ankh Me Par Gaya Kuch Keh Kar Ye Taala Hoga…
Apne Deewane Ko Kya Khoob Saza Di Tumne Zindagi Hijr Ki Tasveer Bana Di Tumne…
Ye Chahten Ye Ronaqen Paband Hain Mere Jeene Tak Bina Rooh K Nahi Rakhte Ghar Wale Bhi Jism Ko…
Teri Tarha Malal Mujhe Bhi Nahi Raha Ja Ab Tera Khayal Mujhe Bhi Nahi Raha…
Ye Mujhe Chain Kiun Nahi Parta Aik He Shakhs Tha Jahan Me Kya…