Tumhain Mohabbat Kahan Thi Bus Aadat Thi
Tumhain mohabbat kahan thi bus aadat thi Warna humara pal bhar ka bichardna tumharay liyay azaab hota!
Tumhain mohabbat kahan thi bus aadat thi Warna humara pal bhar ka bichardna tumharay liyay azaab hota!
Patton ki tarahera tha zamanay ne mujhay Phir ik shakhs ne sameta aur aag lagadi
Lehja-e-yaar main zehar hay bicho ki tarah Woh mujhay aap to kehta hay magar to ki tarah
Nahi hay Hoosla mujh main tumhain khoone ka sunlo Ye dunya mujhay kho day gi agar tum kho gye mujhse
Rooz hota hay taruf kisi sachai se Rooz ik shakhs meray dil se utar jata hay
Hum ne usko likha tha, kuch milne ki tadbeer kero Usne likh ker bhaija hay, waqt mila to soochain gay!
Ab woh ehsaas nahi ke kuch likh paon Ke itni be dardi se toordi hain kisi ne umeedain
Kaash ruk jain tasasalsul se chalti saansain Kaash kul subha tuk main merhoom bulai jaon
Ahsaas main hoti hay takleef aksar Achay hotay hain woh loog jo kisi ki perwa nahi kertay
Palkoon ki had ko toord ke daamun pe aa gira Ik ashk meray sabar ki toheen ker giya….!